Sunday, July 17, 2011

Dosti

Jiye hue lamho ko zindgi kahte he....
Jo dil ko sukun de use khusi kahte he.... 
Jiske hone ki khusi se zindgi mile....
aise rishte ko dosti kahte he......

Dukha to kam nahi hote roshni bhujane se....

Bolta nahi koi isliye zamane se....
Bolta nahi koi isliye zamane se....
Ki log toot jate he faisle sunane se....


Q udas bethe ho is tarah andhere me....
Q udas bethe ho is tarah andhere me....
Dukha to kam nahi hote roshni bhujane se....

Such

Agar aap such bolte he to aapko jyada yad rakhne ki jarurat nahi hei.........

hansh ke jeene me kya nuksaan hai..........

Ankhon me aansu hain, phir bhi labon pe muskan hai.......
Jeena jab har haal main hai, to hansh ke jeene me kya nuksaan hai.......... 
Isleye hansh ke jeyo.......... :)

सफल लोग

सफल लोग अपने मस्तिष्क को इस तरह का बना लेते हैं कि उन्हें हर चीज सकारात्मक व खूबसूरत लगती है।

Jivan

Jivan vesa ban jata he, jesa aap ise banana chahte he.....

खुश

इन्सान जितना अपने मन को मना सकता है वहा उतना खुश रह सकता है .................