Tuesday, September 25, 2012

Aakhir me be waqufi kar li.

Chandu Bhai ki Patni .. Tv news me bata rahe the 1 75yrs k Aadmi ne shaadi kar li...

Chandu Bhai.. Ohhh.. Saari umar samajh dari se guzari... Aakhir me be waqufi kar li.....

Zindagi Bhar Nibha Sakenge

Saaf Dil aur Achha Sawbhao (Aadat) dono alag alag baate hai...

Saaf dil se aap Gahare Rishte bana sakenge....

Par..

Achha Swabhao hone par hi aap use Zindagi bhar nibha sakenge.....